Monday, 8 September 2014

Jaago janta jaago.....

Arey meri pyari bholi bhali janta jaag ja...... Saab nalayak hain saab nikamey hain...... Aur AAP wale to chilla chilla ke keh rahe hain ki humko sarkar banane do ye tehlka news na band karwa diya to kejroo naam badal dena..... Meri pyari janta aaj 100 din mein modi ji to report card bana rahe hain apna khud..... Aur kejroo abhi bhi wahin ka wahin hai..... Arey jo admi apne akele ke dum par news nahin ban sakta wo CM kya banega..... Soocho janta soocho.....  Amit Pandey  ji janta ko jagana hai...... Iss moh maya ke bandhan se nikal ke kuch sarthak karne ko prerit karna hai.... So pls help my cause.....

No comments:

Post a Comment